Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
@ Sannan
Yaar yarranoo jhadney!
Chor do sardar ye hain mera yaar!
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
@ Sannan
Yaar yarranoo jhadney!
Chor do sardar ye hain mera yaar!
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
![]()
:shoaby:
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Maira Dil Jiss Dil Pay Fida
Maira Dil Jiss Dil Pay Fida
Ek Bay Wafa hay :teary:
Ek Baywafa hay
![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
kon bewafa he ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Main keon batooN
kaisi friend ho jo zakhmoon par namak chirk rahi hay ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
aray nhiiiii dukh huwa he me ko kon meray uncle k sath bewafai ker raha he
mujay btao men poochon zara
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
main zara acting kar raha tha kah hamdardi kaisay li jati hay ![]()
:shoaby:
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
hello everyone:salam:
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
hello hello testing testing 1 2 3
![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
chalain shukar hai kisi ne salam ka jawab to dia na:p
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
I'm very seedha sadha bacha and alwaz sallam :LB:
Assalam-o-Alaikum
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Jeeway Jeeway Jeeway Paksitan
Pakistan Pakistan Jeeway Paksitan
Jeeway Jeeway Jeeway
Man panchi jub Pankh hillain
Aik He Dhun lahray , Ho ho Aik hey Dhun Lahray
Pakistan Paksitan Pakistan Pakistan
Jeeway paksitan
:yahoo:
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
batain bhool jati hai
yaadein yaad aati hai
yaadein
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya
Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Ajab Hai Ishq Yaara
Pal Do Pal Ki Khushiyaan
Gam Ke Khazaane Milte Hain
Milti Hai Tanhaiyaan
Kabhi Aansoon Kabhi Aahein
Kabhi Shikve Kabhi Naalein
Tera Chehra Nazar Aaye
Tera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon Mein
Teri Yaadein Tadpayein
Teri Yaadein Tadpayein Raaton Ke Andheron Mein
Tera Chehra Nazar Aaye
Machal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
ruk ja sathi chala hay akela kahan
miley ga naa manzil koi yun akeley
taar sey taar miley nahin jab tak
kia niklay jhankaar
tanha tanha ki na jaey
kehtey hain jis ko pyar
ruk ja sathi
chala hai akela kahan
sehar key baad sham aati hai
sham sehar key baad
shm o sehar har eik pehar muhey
aati hai teri yaad
ruk ja sathi
chala hai akela kahan
**Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
Dil Dil Pakistan
Jaan Jaan Pakistan
Aisi zameen aur Asman
Inn kay siwa jana kahan **
![]()
kitni buri bat he naβ¦
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
Aay watan.. piyaray watan.. pak watan... ay mere pyaray watan...
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
ye WATAN HAMARA HE
HAM HEIN PAASBAAN IS KE.........
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
pakistan pakistan mera pyara pakistan