jiia
May 19, 2011, 9:27am
12041
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
tome kia ho gaya hi,its 1.30 pm
Sannan
May 19, 2011, 9:43am
12042
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
kahan likha tha 1:30
jiia
May 19, 2011, 9:44am
12043
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
:sid: lika tha1.30 aik hi baat ,mi wait kar rahi hun song ka
kahan likha tha 1:30
Sannan
May 19, 2011, 9:56am
12044
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
aaj key surat haal daikh kar yahi song fit hay
jiia
May 19, 2011, 10:05am
12045
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
tum ne mujy sad ka dia:sid: kissi ko sad karty q ho
CHOR BAZARE 2 NENO KI: apne pearon:mrhr: ko hurt karte hi,ego na rakho
apna to aik asool hi jis k jo feeling hen KAH DO MAAN LOO
mi ase song nahi sunte tum vo nikal
larki q najane q larkon se nahi hoten
Sannan
May 19, 2011, 10:09am
12046
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Dukhi Aatmaoon kay thread open ho rahay hain to dil kiss tarah khush ho ga Allah kissi dushman ko bhi yah din nah dikhay
jiia
May 19, 2011, 10:11am
12047
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
mi laugh tead k leay soch ahe hun:5: mera song:smash:
Sannan
May 20, 2011, 11:16am
12048
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
jiia
May 20, 2011, 11:47am
12049
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
lagta hi SULAH SAFAEE ho gae hi
Sannan
May 20, 2011, 11:58am
12050
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
kis key
Sannan
May 20, 2011, 11:58am
12051
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
:shoaby:
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
LP
May 21, 2011, 11:53pm
12053
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
qasam uss waqt ki
jiia
May 22, 2011, 12:04am
12054
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
jb kiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiia
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Sannan
May 23, 2011, 5:29am
12056
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
LP
May 23, 2011, 6:44am
12057
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
ae mard e mujahid
(Allah-o-Akbar)
Allah ki rehmat ka saaya
tauheed ka parcham lehraaya
ae mard-e-mujahid jaag zara
ab waqt-e-shahaadat hai aaya
(Allah-o-Akbar)
Allah ki rehmat ka saaya
tauheed ka parcham lehraaya
ae mard-e-mujahid jaag zara
ab waqt-e-shahaadat hai aaya
(Allah-o-Akbar)
sar rakkh kay hathayli par aana
hai zulm say tujh ko takraana
eemaan ka hai rakkhwaala too
eemaan ka hai rakkhwaala too
Islam ka hai matwaala too
eemaan hai tayra sarmaayah
ae mard-e-mujahid jaag zara
ab waqt-e-shahaadat hai aaya
(Allah-o-Akbar)
too haath main ab talwaar utthaa
rakkh sar peh kafan maidaan main aa
tadbeer tayri, taqdeer tayri
sab duniya hai jageer tayri
taareekh nay hai yeh batlaaya
ae mard-e-mujahid jaag zara
ab waqt-e-shahaadat hai aaya
(Allah-o-Akbar)
baatil ki nazar lalchaayee hai
insaan peh tang khudaayee hai
sar kufar nay daykkh ubhaara hai
sar kufar nay daykkh ubhaara hai
Islam ko pphir lalkaara hai
taqdeer nay yeh din dikhlaaya
ae mard-e-mujahid jaag zara
ab waqt-e-shahaadat hai aaya
(Allah-o-Akbar)
jaan jaati hai bayshak jaayay
parcham nah tayra jhuknay paayay
ghaazi ko maut say kaya dar hai
ghaazi ko maut say kaya dar hai
jaan dayna jihaad-e-akbar hai
Quran nay hai yeh farmaayaa
ae mard-e-mujahid jaag zara
ab waqt-e-shahaadat hai aaya
Mehboob-e-Knudaa kay parwaanay
duhraa ijdaad kay afsaanay
payghaam-e-ukhuwwat dayna hai
payghaam-e-ukhuwwat dayna hai
yeh kaam tujhee say layna hai
pphir kufar muqaabil hai aaya
ae mard-e-mujahid jaag zara
ab waqt-e-shahaadat hai aaya
(Allah-o-Akbar)
Allah ki rehmat ka saaya
tauheed ka parcham lehraaya
ae mard-e-mujahid jaag zara
ab waqt-e-shahaadat hai aaya
(Allah-o-Akbar)
(Allah-o-Akbar)
Sannan
May 23, 2011, 6:46am
12058
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Sannan
May 23, 2011, 7:58am
12059
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Aisa Deewana
jiia
May 23, 2011, 9:29am
12060
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
pasand nahi aya:bummer: