Phir keon kaha ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Tery liye
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Yah Pal
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
i love ye pal wali song
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
aur yah pal walal song post karnay wallay say ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
-
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
zara form mei dosron ke liye rahiye..mere liye nai ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
@dard very romantic song ![]()
@LP aap mujhay kissi tarah say jeenay daiN gi
aab hum dobarah sanjida ho jaiN gay aap kay sath ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
sannan
aap sanjidah na hoon…but thora mere type ka na please
aap mujhey jaante hain na:@:
*Jab jiya jab socha tab jaana
Yaaron bahot mushkil hain in lamho ko bhool paana
(Yeh pal hame yaad aayenge
Voh kal yaad aayenge) – 2
Hamne kiya yahaan jo bhi kiya
Roke kabhi has ke jiya
Khushiyaan kabhi gamm bhi liya
Roke kabhi has ke jiya
Yeh pal
(Barso jo khaab bune sach voh aaj hue) – 2
Mil hi gaya manzil ka nishaa
Apne sapno ka jahaan
Chootna ye karwaa
Apne sapno ka jahaan
Yeh pal
(Shukriya yaaron shukriya pyaar jo itna diya) – 2
Aao milke jhoome gaaye chede sargam ko
Nagme barsaae milke jhoome gaaye
Hamne kiya yahaan jo bhi kiya
Roke kabhi has ke jiya
Khushiyaan kabhi gamm bhi liya
Roke kabhi has ke jiya
Mil hi gayaa manzil ka nishaa
Apne sapno ka jahaan
Chootna ye karwaa
Apne sapno ka jahaan
Yeh pal
Yeh pal hame yaad aayenge
Voh kal yaad aayenge
Yeh pal*
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
sannan jee shukriya
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Array logooN meiN har kissi say sirf mazaq karta hoon aur bilkul bhi flirt nahen karta hooN … Allah kay wastay apnay dil mein Hamari taraf say koi shuk nah palaiN ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
Bin tairay Sanam
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
sannan:smilestar: u better not be telling tht to me
u need not tel me tht
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!
nahi aap mazaq nahi karte main nahi mahnti
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
dard
cafe mei sub mazakh kerte hain
aray bhai kis kay liye hai yeh song ![]()
yah mein baqi logooN ko kah raha hoon … tumhaiN kah bhi naheen raha hoon :aq:
yaqeen karo Dard ![]()
Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
acha hua mujhey nai keh rahe warna sahi se maar khaate ![]()