Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Chupke Chupke raat din
Aansoo bahana yaad hay
hum ko ab tk aashiqi ka voh zamana yaad hay..........

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Dil kabhi ganda
Kabhi hai nek banda
Dil ka bharosha kaise koi kare

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

paisa paisa kariya kar
envai na tu dariya kar

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Dil kabhi thanda
Kabhi hai atom bomb sa

Yeh dhamaka Kaise koi sahe

Dil ki yehin khata hai
dil ko nahi pata hai

Ki dil chahta hai kya

Nazrein milana
Nazrein churana
Kahin pe nighahein
Kahin pe nishana

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

aankhein terii...kitni haseeen..

ke inka aashiq.. mein bangaya hoon..

mujhko basaaale unmein tuuuuuuuuuuuuuuuuu......

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Dil ki chotoon ne kabhi
cheen se rehnay na diya.

jab chali sard hawa mein ne tujeh yaad kiya

is ka rona nahiiiiiii
kiyon tum ne kiya dil barbard
is ka ghum hay ke buhat deer main barbad kiya

hum ko kise ke ghum ne mara
yeh kahani phir sahi

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

*Aaagre ke Ghagre pe Jaipur ki jaali
*

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

^uffoooooooooo..tum sab log dukhi aathma ban gaye hooo…ab mujhe bhi dukhi aathma banaoge :smack:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

ban ne waali kya baat hai... hum hein dukhi aathma :D

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

say shava shava mahiya say shava shava

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

tumhary any se yeh sb howa hay :barbie:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

mere aane se ? :(

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

*Pappa Jag Jayegaaa
*

JI NAHI :wink:

Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan
Hum miley na miley, Hum rahey na rahey
Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan
Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

nahi NW aap ko nahi kaha AK ko kaha hay

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

jee jind jaan jawani jaanam...
naam tere kar jawaaan...

mere badle tu jiye..
tere badle mein mar jawan..

oh gal sun sohniyeeeeee :)
tu gal sun sohniyeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee :)

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

^haan haan jaanthi hoon :barbie:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Dhagy tor lao chandi se noor ke
ghoongat hi banalo roashni ke noor se

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Rang dhal jaate hai, Din badal jaate hai
Raatein so jati hai, Raahen kho jaati hai
Pyar khota nahin, Pyar sota nahin
Pyar dhalta nahin, Haan badalta nahin

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

tum bin jiya jaye kaysay...
kaysay jjiya jaye tum bin...

sadiyon se lambi hein raateinnn
sadiyon se lambe huwe din..... :)

ajao laut ker ab tummmm

yeh dillllllllllll keh raha haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :)