Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

:khumar:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

aaj juma hai?

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

Humein to lagta hai

kal hai:hmmm:

Aapka ka kiya khiyaal hai??

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

Jaise banjara ko ghar :wub:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

:xeno:

Naa main jaanu, Naa tu jaane Kis ghadi me hona hai kya? Zindagi ke iss juey me, Paana kya hai, Khona hai kya? (x2)

Jo bhi hai khushiya unke hi saaye me gham hai Aaj jo muskuraaye unki bhi toh aankhe num hai Koi jaaye kahaan? Hogi yehi zameen aur yehi aasmaan Naa main jaanu, Naa tu jaane Kis ghadi me hona hai kya? Zindagi ke iss juey me, Paana kya hai, Khona hai kya?

Jo baat bhi hai, usme sau maane chhupe Haan chehro ke peeche kitne hi chehre chhupe hain Dhoke ka hai dhuaan Dhundhla-dhundhla saa hai Aankhon me har samaa

Naa main jaanu, Naa tu jaane Kis ghadi me hona hai kya? Zindagi ke iss juey me, Paana kya hai, Khona hai kya

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

o [Jab Chandani Badhkar Raaton Per Chaati Hai ]2 Teri Yaaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai Teri Yaaad Aaati Hai

[Kisse O Bahroon Ke Beete Nazaon Ke]2 Phir Ga Ke Sunati Hai Aur Humko Rulati Hai Teri Yaaad Aaati Hai

[Itna To Batoo Kya Yehi Chandani Jaakar]2 Koi Khwaab Jagati Hai Tumko Bhi Satti Hai

Teri Yaaad Aaati Hai

[Jab Chandani Badhkar Raaton Per Chaati Hai ]2 Teri Yaaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai Teri Yaaad Aaati Hai

Jab Yaad Meri Tumko Har Waqt Rulaye To Har Saaans Judai Ki Muskil Ho Jaye To Phir Bhool Ke Sab Baatein Mere Paas Aajana Aur Tod Ke Sab Naate Mere Paas Aajana Phir Laut Ke Mat Jana

[Jab Chandani Badhkar Raaton Per Chaati Hai ]2 Teri Yaaad Aise Mein Dil Ko Tadpati Hai Teri Yaaad Aaati Hai

Kisse O Bahroon Ke Beete Nazaon Ke Phir Ga Ke Sunati Hai Aur Humko Rulati Hai Teri Yaaad Aaati Hai 2 Teri Yaad 2 Teri Yaaad Aaati Hai 5

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

hai hai yeh majboori....yeh mousam aur yeh doori....

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

:wub: love dis song

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

:xeno:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

:xeno:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

Beimaan, Dil Bada Be-Imaan
Hota Nahi Aasaan Isey Hai Samjhana
Beimaan, Dil Bada Be-Imaan
Tere Liye Shaitan
Meri Naa Ek Maana

Dil Jeete Yaa Main Jeetu
Dekhungi Dekhega Tu
Lo Dil Se Sharat Lag Gaye
Mujhe Tto Teri Lat Lag Gayi, Lag Gayi
Zamaana Kahe Lat Yeh Ghalat Lag Gayi
Mujhe Tto Teri Lat Lag Gayi, Lag Gayi
Zamaana Kahe Lat Yeh Galat Lag Gayi
Mujhe To Teri Aa Aa Aa Aah Yeah
Aaa Aa Aa Aah Yeah
Aahh Aah Aa Aa Lat Lag Gayi
Mujhe Toh Teri Aa Aah Aa Aa Yeh
Aa Aa Aa Aah Yeah..

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

:emmy: :bailan:

ja ja k pehri pehri shakal.n bana k ghazla ga

tujh se bhi dilfareb hein gham rozgar k

gao bas orr jao :aj:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

:xeno:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

isay kehtay hain pop hip hop :dhimpak:

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!!!

jiyaaa main na jiyaaaa
reza reza mera jiyaaaa
jiyaaa main na jiyaaaa
reza reza mera jiyaaaa

main begaana sa
tha deewana sa
mujko tere chahat ne
basa diya

jiyaaa main na jiyaaaa
jiyaaa main na jiyaaaa
jiyaaa main na jiyaaaa

hoooooo likhun hawaon pe mainnnn
nainon se naam tera
hoooooo saaye se main haathon ke
saaya loon thaam tera

ishq kaaa tu haraf
jiska chaaaron taraf
meri baahon ke ghere ka
bane haashiya

jiyaaa main na jiyaaaa
reza reza mera jiyaaaa
jiyaaa main na jiyaaaa
jiyaaa main na jiyaaaa

hmmmmm naina firozi neharrrrrr
khwaabon ke paaani main ghar
ooooo aise hun main tere binnnn
sehra ki jaise seeher

saans main tu bhare
do jahan se pare
aake tujhse milun mainnnn
mere saathiyaaaa

jiyaaa main na jiyaaaa
reza reza mera jiyaaaa
jiyaaa main na jiyaaaa
main na jiyaaaa
main na jiyaaaa

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

ye kya post keya ha.. cant see anything!!!

Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!

ghor se dekhain

and GS is not working :aj: