Re: Sing a Song according 2 Ur Mood !!!
ayaa hai mujhay phir yaad wo zalim… guzra zamana bachpan ka… hi ray akailay chor k jana aur na ana bachpan ka… wo khail wo sathi wo jhoolay wo dor k kehna aaa choo lay hum aaj talak bhi na bhoolay… wo khwab suhana bacpan ka… :hinna: