SILSILAH YE CHAHAT KA-DEVDAS

Re: SILSILAH YE CHAHAT KA-DEVDAS

aap ko shuk ho raha hai kya :slight_smile: apni Urdu ka acha istemaal kar rahi hoon. aur jaise hum tv aur Lucid bhai se aur seekhungi meri tareef aur bhi lambi ho jayegi. tanqeed toh bilkul nahi kar rahi sirf aap ki munfarid awaaz ko tareef kar rahi hoon jo mera gs member hone ka haq hai :slight_smile: