Re: SILSILAH YE CHAHAT KA-DEVDAS
agli baar kion… abhi lijiay..
khawahir Queennyy.. aap nay ek jaan gudaaz naghmay ko apnay lehn e shireen ka daad o tehseen say baala tar pairaahan bakhs kar hamari sama aton ko jo bay misl aasoodgi faraham ki hay usay alfaaz main muqayyad karna hamari bisaat say bahar hay.. mukhtasar ye k goya “us ghairat e naheed ki her taan hay deepak… shola sa lapak jaye hay aawaz to dekho” ko mujassam kar dia hay..
![]()
![]()
![]()
![]()