Re: Sidz_Angel
apni yadon mein jagah di tum ne.. kabhi dil mein to basaya hota.. hamen apna banaya hota.. kabhi galay se lagaya hota.. mana ke nahi hon mein qabil tere.. kabhi mere jazbat ko to samjha hota.. na kar sake ga koi pyar tumhen barh ke mujh se.. kabhi mere pyar ko to azmaya hota....
wow cool very sweet Aisha very sweet