Shuhada Salam Jalsa of PPP went wrong...

Re: Shuhada Salam Jalsa of PPP went wrong…

sachay… ager koi baat ghalat hai to usko ghalat kahin… baat S. ZAB ki nahi horahi hia… na hi PPP ki performance ki ho rahi hai…

KIya shuhada ko naach ganay say kharaje aqeedat pesh kiya jata hia…ager app kahin gain kay hann ya na … app apnay dimgh say batain… iss main PPP kuch nahi ghisay ga…app kiya feel karty hian… PPP nay jalsa kardiya aur thumay laga kar apna izahr kardiya…

app apni soch batain kay app iss baat ko sahi samjhty hain ghalat…