Short-cut Culture

Re: Short-cut Culture

of course

aik acha sa peer kar lain, namaz rozay ka short cut

har saal do saal bad shah noorani ya baba fareed kay mazar par chadar charha aya karain, pichlay aur aglay saloon kay saray faraiz say bachnay ka short cut.

kisi babay say koi acha sa wazeefa lelain, mehnat na karnay ka short cut