**is k ilawa 2nd post main soaps yeh sab PEhchan store in cantt sialkot se liye
Credit card se yar pay kiya tha sab hait clups ponies, degar stuff so maloom nahi kitne banay thay bhai ne pay kiiya tha
Sockes bhi Sialkot PEHCHAN s ehe li nazar apri achi lagi so le li :d
Saree ka Blowse Antique work main Saleem Fabrics In Sialkot Cantt jatay hue pul se utarte hue Rastay main shop hay ![]()
2nd post main blue shaded jo dress hay na woh woh 1400 ICHRAA se liya mumani wahan s eapnay joraz leti thyn aur aik simple fancy main jora chaiye tha hamein ![]()
is k baad Green Suite jo hay woh ichraa main aap bazar main enter hon to rigth side epr aik bazar mena gali jati hay us main agay jayein to right side epr aik shop hayw ahan se green broshay ka suite liye jis per silver work hay aur yeh 4000 or 2000 ka tha i think so
Maroon Suite jo hay yeh liberty main libas e khas main dekha tha prise 6000/6500
jab k ichra se same fabric same work she mag main bhi eyh style aaya tah hamein just 2000 ka milla ![]()
Towel 150
Choti Shawl 150 ki
bari red colour ki 650 ki
yeh shawl ichraa main enter hote right side epr abayas,hijaab shawls ki shop hay wahan se li
**