Re: Shocking Historical Beliefs and Practices
ji, mager main khareed kar apni baji ko di thi aur aik ghar kay liye bhi laya tha. mashaAllah say uskay tufeel kai maslon ka hal ba aasani pata chal jata hai. khaksar nay ghulshan chorangi kay aqab main majood dukanoo par ba nafase nafees ja kar li thi.
waisay app ka khayal acha hai, app ko jo bhi feedback dey samjh jain kay ghoray par bhetany ki bari aachuki hai. )