Shimla Mirch

Re: Shimla Mirch

oops! lol…tumko yeh bhii nahiiN pataa k Pakistan emn paan nahiiN hotaa thaa aur Bangladesh se jaataa thaa [united Pakistan] … India men to paan itnaa hotaa hai aur hotaa thaa sadiyoN se k paan to export karte haiN…banarsi paan, Jabalpuri Paan, Daamroo, kakeR, mahoba yeh sab world famous paan haiN…lol…paan kabhii khaayaa ho to pataa hotaa tumklo :smiley: