Re: Shikray - yeh tum nay achha nahi kiyaa ![]()
tum naY hashiya-e-kalaam maiN mirza ruswaa ka maqta daal kar ussaY Umrao jaan saY mansoob kar diyaa … abb tumhaiN Raavi kabhi maaf naheeN karaY gaa.. buss woh apni aish waali nokri saY waapis aa jaaye.. taareekh maiN tumharaa naam kaalaY haroof saY likhaY gaa ![]()