Shikra Shikra Shikra Bhai Rox!!

Aisha nay poocha tha k bhabi kahan hain, agar saath hain tou baat karwa doon. Aap ney bhabi sey baat karwaney ka nahi kaha tha :chai:

Aur tum mujhe ghussa matt dilaao :emmy: mujhe zabardasti sab ka bhai na banaao, aaj takk tum merey attack sey bachi hui theen, aisa na ho k mein tumsey par bhi attack shiroo kar doon :hmmm:

That’s right sweeti moti :hugz: