ab koi wajjah sooch mein nahi a rahu....brain freez
lol....mujay khudh bhookh lag jaati hai apna nick dekh dekh kar
Aap to a hum say bhi ziada rasmalai ki lalchi ho..........Naheen yay rasmalai only 4 me hai. Don't even look at it...........danda dhoondhing.
Wajah hai na shikkoo bhai wo adhi ghar wali kisi ki naheen bunna chahti........jiski bhi banay gi poori ghar wali banaay gi.............Ussay share karnay ki adat naheen hai.