Re: Shikra is…
Shikra Bro mind mutt karna, such bolnay ki hud say zeyada adat hai. Main Quran turjumay kay saath parhati hoon. Aik martaba main nay us main aik ayat parhi thhi, buhat hi khoobsoorat ayat. Tarjama hazir hai…!
“Aur Muslim khawateen to ghair mardoon ko dost naheen banati na hi un say looch daar lehjay main baat karti hain”. Ab bolo…main ghalat hoon keya?
“Jub kisi ghair murd say baat karo to parday kay peechhay say. Aur awaz main nurmi ya looch mutt aanay dayna kaeheen is say us murd kay dil main agar koi marz hai to woh koi umeed na laga lay”
I love the Quran and Allah who has made these rules. ![]()