Re: shikari
haaN na…kaheNge:
tumheN qareeb se dekhaa to dil ko haar diyaa
tumhaarii shoKh adaa ne hameN to maar diyaa
har ek baat pe ham to nisaar ho ke chale
shikaar karne ko aaye, shikaar ho ke chale!
isii zameen aur bahr meN maiN ne ek Ghazal bhii kahii thii! ![]()