shik...shick... shickari

Re: shik…shick… shickari

duniya ka pehla banda daikha hay
joo AK47 say khootay ka shikar karta hay :smack:

yar tum mairee cabinet main minister ho
aisi harkatain kar kay parliament ka naam badnaam na karoo :naraz: