Re: Shermilla Frooqi’s body guards beat inoccent citizen…
Na saíeen
Ab meray pass time machine to hay nahi kay maiN 1800s maiN ja ker apnay baap dada ko majboor karooN kay woh Mujahedeen-e-Azadi kay saath ghadari karaiN aur badlay maiN angraizooN say jaidadaiN hasil karaiN ya phir ZardarooN key taraah angrezooN kay kutay nehlayaiN aur badlay maiN ( jab angraiz janay lagain) tu jageer hasil karaiN…
so maiN ShareefooN tak hi thik hooN, ab maiN itna bhi gira paRa nahi hooN kay app mujhay ZardarooN, GillaniyooN aur MakhdoomooN kay saath joRnay lagaiN!!!