Re: Shayad
Phir ussi raahguzar par shayed Hum khabhi mil sukein magar shayed
Muntazir jin kay hum rahe un ko Mil Gaye aur hum safar shayed
Jo bhi bichrey hein kub miley hein Faraz Phir bhi tou intezaar kar shayed
My fav ghazal, thnx for sharing :)
corrections r in red
*"Jaan Pehchaan" wala misra bhi theek nahi par wo mujhe yaad nahi kya tha.**