~Share Your Favourite Ashaar~

Re: ~Share Your Favourite Ashaar~

Guzray hovay halaat say guraizaa'n na hova kar
Halaat kay qabroo'n kay kutbay bhi parrha kar
Barbaad na karday tujhay har waqt ka hansna
Tanhaii kay lamhoo'n main kuch ro bhii liya kar