~*~ Share ur favorite Ashaar about Bachpan ~*~

Re: ~~ Share ur favorite Ashaar about Bachpan ~~

sar pe saya sa dast-e-dua yaad hai?
apne aangan main aik pair tha yaad hai?

jis main apni parindon se tashbeeh thi
tum ko school ki wo dua yaad hai?

PMS