wah subhaan Allah
kyaa kehnay janaab
Re: Share ur eyez pics!
haha haha
very funny eyes including ![]()
Re: Share ur eyez pics!
Nice eyes ![]()
OMG these all eyes see what we write . . . freaky ![]()
Honto Pe Ulfat Ka Naam Hota Hai
Aankhon Main Chhalakta Jaam Hota Hai
Talwarron Ki Zarurat Wahan Kaisay
Jahaan Nazro Se Qatl-E-Aam Hota Hai
Ye eyes 1 2sary se milti hain sirf nose ka difference hay ![]()
**aapke is fiqre pe maiN ne abhii yeh she’r kahaa hai…arz kiyaa hai k:
dil jaaye, jigar jaaye, jaaN jaaye k dimaaGh
ik baat kahe detaa huN mujhe koi paagal na kahe!**
koii patthar se na maare apne deevaane ko! ![]()
is this you pic? ![]()
Re: Share ur eyez pics!
^ Qatil Nigaahain…
Waiting for KKF to write some poetry on these eyes!
**
waah ji waah…in aNkhoN par to yeh hii she’r kah saktaa huN:
haaye! yeh chashm e Ghazab jisse
dahel jaayeN har ik toofaaN** ![]()
Re: Share ur eyez pics!
![]()
:aliyish: every1 luvs them ![]()
Wah Ji Wah!!
lol
Chashm e Qatil Meri Dushman Theen Hamesha Lekin
Jaisee Ab Ho Gayeen Qatil, Kabhi Aesi To Na Theen
**
thankoo Deevaana bhai…vaise, ESSIX kii chashm-e-bad-door bal k bahooot door par Khaama farsaaii kii hai agar mizaaj-e-yaar meN aaye lol**
**
waah, subHaan Allah…kia chaspaaN kiyaa hai…Allah kare zor-e-raqam aur ziyaada…tussi ne Khush kar dittaa
hehe**
@ the shair’s
Mashallah balayein leying