Share ur eyez pics!


**
aapkii Haalat-e-zaar dekh kar yuN hii bas yeh ash'aar yaad aa gaye:

** ** har baar maaNgatii hai nayaa chashm-e-yaar dil
ik dil ke kis taraH se banaauuN hazaar di**

** puuchhaa jo us ne taalib-e-roz-e-jazaa hai kaun
niklaa merii zabaan se be-iKhtiyaar di**

** karte ho ahd-e-vasl to itnaa rahe Khayaal
paimaan se zyaadaa hai naa-paayedaar di**

** us ne kahaa hai sabr paRegaa raqiib kaa
le aur be-qaraar huaa, ai beqaraar di! **