:)
abh mein kia kahoon if u have followed my posts to aap ko pata chalta keh hum haar maanay walon mein se nahin hain
zamaana hum se hai hum zamaanay se nahin hain
woh to Aisha bibi ki shukkar hai us ne convey kya mujh tak yeah pe ghaam keh hoshyaar happyheart its a "she" not a "he" your having conversation with mein sooch samajh ke chalnay peh majboor ho gaya lolz
to kya hua? aap ladkiyon se baat nahin karte? main to...jahan maine injustice dekhi...main shuru hojaati hoon....main aage peeche nahin dekhti :P