** mashaa Allah...aaNkheN to zabardast haiN...in aanKhoN ko dekh kar Mir Taqi Mir kaa ek she'r yaad aa gayaa...ijaazat ke saath 'arz kartaa huN k: ** "Mir" un neem-baaz aaNkhoN meN mastii sharaab kii sii hai ** vaise, tumhaarii aaNkhoN aur is she'r meN aapsii koii ta'alluq nahiiN...agar buraa lagaa ho to maiN ma'zarat_Khowaah huN...bas ek she'r yaad aa gayaa is liye likh diyaa.**
lolz