**
mashaa Allah…aaNkheN to zabardast haiN…in aanKhoN ko dekh kar Mir Taqi Mir kaa ek she’r yaad aa gayaa…ijaazat ke saath 'arz kartaa huN k:
**
“Mir” un neem-baaz aaNkhoN meN
mastii sharaab kii sii hai
**
vaise, tumhaarii aaNkhoN aur is she’r meN aapsii koii ta’alluq nahiiN…agar buraa lagaa ho to maiN ma’zarat_Khowaah huN…bas ek she’r yaad aa gayaa is liye likh diyaa.**