Share ur eyez pics!

thank you k337:hugz: ap ki eyes bhi mashalla boht pyari hain:)

thank you HH:)

ap ki eyes meri aik teacher se boht milti hain. wo mujy economics parhati thin:)

kion ap ki ankhon main bomb fit hai ke log dar ke bhag jain ge:p

mujy aisa kion lag raha hai ke ye eye main ne google pe daikhi hoi hai:hmmm: