~*~ Share Ashaar, Poems about Bachpan ~*~

Re: ~~ Share Ashaar, Poems about Bachpan ~~


Restored attachments:

Re: ~~ Share Ashaar, Poems about Bachpan ~~

Sannan aap pic k sath sath text bhi post kiya karain usi pic ki:(

Re: ~~ Share Ashaar, Poems about Bachpan ~~

:hayaa:

Re: ~~ Share Ashaar, Poems about Bachpan ~~

My all time fav

Re: ~~ Share Ashaar, Poems about Bachpan ~~

Yah Lo Kia yaad karo gi :cobra:

Takhtian Likhtay Likhtay Jawan Ho Gaiy Umar Key Bairyan Kaat Dein
Hum Nay Bachpan Main Apnay Qalam Kia Tarashay Kah Khud Apni Ungalian Kaat Dein

Jiss Key Chaoon Main Chopaal Kay Rang Jamtay Thay Aab Woh Shajar Bik Gia
Jin Pah Daleen Thien Bachoon Prindoon Nay Peengainn Wohi Tahnian Kaat Dein

Sir Bachatay Kah Izzat Bachatay Kah Aadab-E-Hamsaigi Thay Buhat
Hum Nay Basti Nah Chori Magar Apni Hisay Key Sub Bairyan Kaat Dein

Aab Kah Gaoon Gia Tha To Nahreen Shajar Aur Rastay Nah Mil Sakay
Yaar Logoon Nay Sarkain Bananay Key Khawahish Main Pagdandian Kaat Dein

Re: ~~ Share Ashaar, Poems about Bachpan ~~

:hat: