nice sharing !!! :)
Tanha samajh rahey hain meray dil ko yeh charagar
Duniya bassi hui hai is main kisi kay piyaar ki
Tanhayon ke dard leye mere dil ke saath
shab bhar tere khyaal main jalti hey zindagi
Re: Share Ashaar Jin Main Word "Tanha" Aata Ho
Yadon ki barsaat hai lagtee tanha tanha kamron mein
kyun raas nahi aatey tumhen tanhai ke mausam