Share Ashaar Jin Main Word "Tanha" Aata Ho

Re: ~~ Share Ashaar Jin Main Word “Tanha” Aat Ho ~~

Kaise guzray ga yeh safar tanha
Hai gali aur rehguzar tanha

Aag phir aarzoo ki bharki hai
Dil sulagta hai raat bhar tanha