Re: Share Ashaar Jin Main Word "Tanha" Aata Ho
SH & TN simply fantastic .... kash main bhi iss time thread par hota tou khoub rang jamta ..... actually jub loog Ashaa'r share kar rahay hotay hain tou khud bakhud memory nain sha'r aanay shuru ho jatay hain ....