Share Ashaar Jin Main Word "Tanha" Aata Ho


**
are nai janaab...bas Khaadim-e-urdu huN maiN to :) aur ek "tukbandiyaa-e-bad_naam" :)
**
**duur hai manzil, raaheN mushkil, 'aalam hai tanhaaii kaa
aaj mujhe ai'Hsaas huaa hai apnii shikasta_paaii kaa

***Shakeel Badaayuunii :)*
<!--Session data--><!--Session data-->