~*~Share Ashaa'r Abt Eid ~*~

Re: ~~Share Ashaa'r Abt Eid ~~

khushiun main hai jo shaad usey eid mubarak
jis ko nhi hum yaad usaey eid mubarak
apna to kisi taor guzar jaye ga din
tum jis se milo aaj usey eid mubarak...