Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
Udaasi Tu Sirf Mayray Dil Ke The Makeen
Phir Sara Mahool Hum Ko Baychain Kyon Laga
Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
Udaasi Tu Sirf Mayray Dil Ke The Makeen
Phir Sara Mahool Hum Ko Baychain Kyon Laga
Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
**Thaka gaya hai musalsal safar udasi ka
Aur ab bhi hai mere shanay pay sar udasi ka
Wo kon kemya gar tha ke jo bikher gaya
Tere gulab se chehre pay zar udasi ka
Mere wajood ke khalwat kaday main koi to tha
Jo rakh gaya hai diya taq par udasi ka
Main tujh se kaise kahoon yar-e- maharban mere
Ke tu ilaaj nahi meri har udasi ka
**
Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
Udaas Chand Khulay Paaniyon Mein Chhorr Gaya
Woh Apna Chehra Mere Aansu-On Mein Chhorr Gaya
Hawa K Jhonkay Se Larzi Thi Aik Shaakh-E-Gul
Kissi Ka Dhayaan Mujhe Khushbu-On Mein Chhorr Gaya
Galay Milay Thay Muhabbat Ki Taiz Dhoop Mein Hum
Yeh Kaun Urrtay Huay Baadlon Mein Chhorr Gaya
Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
**Udas Shamien, Ujaar Raste Khabi Bulaien Tu Lot Ana
Kisi Ki Aankhon Mien RatJagon Ke Azab Aaien Tu Lot Ana
Abhi Nai Wadion, Nae Manzroon Mien Rah Lo Magar Meri Jaan
Yeh Saare Ik Ek Kar Ke Jab Tum Ko Chor Jaien Tu Lot Ana
Jo Shaam Dhalte Hi Apni Apni Panah Gahoon Ko Lot Te Hien
Agar Who Panchi Khabi Koi Dastaan Sunaien Tu Lot Ana
Nae Zamanoon Ka Karb Orre Zaeef Lamhe Needhaal Yadien
Tumhare Khawaboon Ke Band Kamroon Mien Lot Aaien Tu Lot Ana
Mien Roz Yunhi Hawa Peh Likh Likh Ke Is Ki Janib Yeh Bhejta Hoon
Ke Aache Mausam Agar Paharoon Peh Muskraien Tu Lot Ana
Agar Andheron Mien Chorr Kar Tum Ko Bhool Jaien Tumhare Sathi
Aur Apni Khatir Hi Apne Apne Diye Jalaien Tu Lot Ana
Meri Who Batien Tu Jin Peh Be Ikhtiar Hansta Thah Khil Khila Kar
Bicharne Wale Meri Who Batien Khabi Rulaien Tu Lot Ana
(Farhat Abbas Shah)**
Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
Udaas Na Hona Kion K Main Sath Hon
Samnay Na Sahi Per Aas Paas Hoon
Aankhon Ko Band Karo Dil Se Yaad Karo
Main Hamesha Aap K Liye Eik Ehsas Hon
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
Chalo G naheen hotay udaas agar aap kahti ho tou ![]()
![]()
Masha Allah Masha Allah do do khawateen achi cahci poetry share kar rahi hain
…
Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
udas ladki
jo ban pare to,
ye khod se kehna kabhi to jana
k tum ko aati he yaad ab bhi,
wo ek sundar, udas ladki
wo khoi khoi si ankhon wali,
wo uljhi uljhi si sochon wali,
wo jhoti muskan ko labon pr
sajane wali,,
wo apne bare mein deehre deehre
se tum ko sab kuch batane wali,,
wo baat be baat,
rooth ke maan jane wali,,
kabhi kabhi to
hisab-o-hadh se bhi
yaad barh kr hi aane wali,,
satane wali.......mananne wali,,
wo ek sundar udas ladki..!!
ji khwateen ki choice bhi unki trah achi hoti hai…![]()
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
***satane wali…mananne wali,
wo ek sundar udas ladki..!!
:hinna:
Yah hadsa kub howa kah khawateen achi hona shuru ho gai hain ![]()
Koi tou guftgoo kero…sham bahut udas hey
Tum merey paas he raho…sham bahut udas hey
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
![]()
sahi kah maya aap neh i agree with u
Sun Liya Hum Ne Faisla Tera
Aur Sun Ker Udaas Ho Baithey
Zehan Chup Chaap Ankh Khaali
Jaisey Hum Kianaat Kho Baithey
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
duuR ik jazeeray par ik udaas Larki hay
AankhaiN Uss ki bojhal sii
Un meiN khawaab An-dekhay
khawaab dekh bhii lay gar, ta‘beer say wuh darti hay
duuR ik jazeeray par ik udaas Larki hay
Ruuh Uss kii rotii hay
man kaa meet paanay ko
hont Uss kay be- kal haiN
Dil kii baat Sunanay ko
Roz sochtii hay wuh
Chohr duuN jazeera hay
haath thamuN dilbar kaa
aur ja basuuN Uss Aangan meiN
jis meiN saath Suraj kay khushiaaN bhi utarti haiN
duuR ik jazeeray par ik udaas Larki hay
par, apnaa yeh jazeera wuh
chohr bhii nahiN saktii
ghum kay iss jazeeray nay
Uss kay phailay daaman meiN
jitnay dukh bhii daalay haiN
jitnay ghum bhii bakhshay haiN
Saaray duusroN kay haiN
Uss kii kaalii qismat meiN
phaelii hax jo tareekii
chahyaa hay jo san’nataa
saraa duusroN ka hay
Uss nay apnay rishtoN say paii haiN jo zanjeeraiN
Uss kay paoN kay neechay, jo Aseer khanaa hay
Uss aseer khanay ko, chohrna bhi chahay tou,
chohrnay say dartii hay
apnay rishtoN kay bandhan, torna bhii chahay tou,
tornay say darti hay
ghum kay qaid khanay meiN
jaanay kab say tanha hay
jaanay kab say wuh apnii khushiyoN ko tarastii hay
duuR ik jazeeray par ik udaas Larki hay
ik Udaas Larkii hay..!
:hinna:
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
^ dard Maya jhoot buhat bolti hay ![]()
^ Maya Khairat aaj to udaas larki par buhat zoor hay , udaas larka par bhi khuch ho jai …
Yeh **Udaas Udaas** Phirna Yeh Kissi Say Bhi Na Milna Hai Yonhi Nahi Yeh Sab Kuch Koi Saneha To Ho Gha :hmmm:****Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
ish main jhoot kih kya bhaat hai yeh toh waqai main sach hai
Mout Ke Baad Yaad Aa Raha Hai Koi
Mitti Mery Kabr Ki Utha Raha Hai Koi
A Khuda Do Pal Ki Zindgi Or De De
Mery Kabr Se Udas Ja Raha Hai Koi
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
Acha Saira G ![]()
Maya you share such a cool song ![]()
Is Judai Mein Tum Andar Se Bhikro Ge
Kisi Mazoor Ko Dheko Gay To Yaad Aa_Uu.Ngaa
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
![]()
Tujh Say Bichar Kar Bhi Teray Paas Rehta Hoon
Khuda Gawah Hay Main Bohat Udas Rehta Hoon
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
:hinna:
Bahot Udaas Hai Koi Shakhs Tere Rooth Jane Se,
Ho Sake To Laut Aa Kisi Bahane Se,
Tu Laakh Khafa Sahi,Magar Ek Baar To Deikh
Koi Toot Gaya Hai Tere Rooth Jane Se,
Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
Ulfat Me Kabhi Yeh Haal Hota Hai
Aankhe Hasti Hain Aur Dil udass Hai
Maante Hain Jinhe Hum Manjil Apni
Humsafar Uska Koi Aur Hota Hai!
Re: ~~:( :( ~~ Share Asha’ar on Uddas ~~♣♣~~
Dil Udaas Hey Bhut Koi Peghaam Hi Likh Du
Tum Apna Naam Na Likhu, Gumnaam Hi Likh Du
Re: ~~:(
~~ Share Asha’ar on Uddas ![]()
![]()
Very Nice All Posts…:k: