~~♣♣~~ Share Asha’ar on Tanha ~~♣♣~~

Re: :club_suit::club_suit: Share Asha’ar on Tanha :club_suit::club_suit:

Mention not g … aap kuch aur she’r bhi share karin na

Raat Si Tanha Khamoshi Hai Mere Dil Mein
Shayad Kuch Jazbaat Ki Kami Hai Iss Dil Mein

buhat zabardust dard :lajawab:

**Wo Bhi Tanha Tanha Ho Ga Apny Aap Main Uljha Ho Ga Apny Aap Pe Ghusa Ho Ga Shayid Khud Ko Kosta Ho Ga** ** **