~~♣♣~~ Share Asha’ar on Tanha ~~♣♣~~

2 1/2 rupess :cb:
wah amazing sharing Shazia G …

Jab Sawan Mein Tanha Bheego Gay Jab Angan Khali Pao Gay Jab Sahil Se Takrati Lahron Mein Apni Tanhai Mein Kho Jao Gay Jab Raat K Tanha Daman Mein Tum Chand Ko Aadha Pao Gay Jab Khuda Se Batain Kertay Kertay Tum Door Kaheen Kho Jao Gay Jab Dil Ki Baat Chupanay Ko Hum Se Nazer Tum Churao Gay "Mein Tum Se Mohabbat Kerta Hoon" Her Baar Yeh Sunna Chaho Gay In Sab Lamhon Mein Jaan Laina Tum Tum Nahi...Hum Ban Jao Gay..........