~~♣♣~~ Share Asha’ar on Tanha ~~♣♣~~

Yah mujhay har jagah :phajja: aur :fraudia: key jorri keon takra jati hay :konfused:

Ek sha’r yaad aa gia …
Haan yah zaroori shart hay Manzil kay wastay
Rah-e-Safar nah daikh, Shareek-e-Safar ko Daikh

Wo Bhi Tanha Tanha Ho Ga
Apny Aap Main Uljha Ho Ga
Apny Aap Pe Ghusa Ho Ga
Shayid Khud Ko Kosta Ho Ga