Amazingly ur taste of poetry is simple awesome PK 
Here is my sharing …
tum jab aaogii tu khoya hua paoo gii mujhay
meritanhai mein khawboon kay siwa khuch bhi naheen
meray kamray ko sajaanay ki tammana hay tumheen
meray kamray mein kitaboon kay siwa khuch bhi nahe