Sharaab

Re: Sharaab

phir

drink.gif


Restored attachments:

drink.gif

Re: Sharaab

to khabardaar jo sharab pee aap nay :emmy:

Re: Sharaab

:naraz: Waleed is my favorite poet. main to poetry forums pe iss liye aata hoon ke shayad waleed ne kuch naya likha ho.

Re: Sharaab

subh subh sach bolnaa chahiye jhoot nahi :omg:

Re: Sharaab

Acha jee :sunnyboy: aap mujhay mairi Amee lagi hain jo CirGut tuk naheen peenay daiti hain :hehe:
Leekan Jo larka ghar say nikal gia
samjho teer kamano nikal gia :hehe:

Re: Sharaab

aap to khud hi bohat saaray iteraaf-e-jurm ker rahay hain :chai: Ammi nahi to aappa hi sahi halaankay mein young hoon kaafi :naak:

Re: Sharaab

Aap jee aap 15 kum 50 saal key hain na :wink:
Paindo hamaisha sach boltay hain :cobra:

Re: Sharaab

Nahi abhi us say 2 kam hi hoon :stuck_out_tongue:

aap paindoo ho acha :chai:

Re: Sharaab

Haan Jee Proud Paindo :hbk: