Shape Shifting

Re: Shape Shifting

**Breaking News:* Abhi abhi 10 minute pehlay aik aur guppy ban hoa hai. Mazeed maloomat kay liye meray blog par tafseeli report pesh ki jaye gi. Milte haiN aik break kay baad, dekhte rahiye GEO news.
*

Re: Shape Shifting

:eek: where u get all these news from?

Re: Shape Shifting

uss blog entry kaY saath uss kay delete honaY kaa waqt bhee likh denaa taakaY loug miss naa karain ziadah...

Re: Shape Shifting

*^ muje andar ki khabbaR milee hai kay aglay haftay, namaz-e-jumma kay baad aik khasoosi dua kay baad tumhe bi BAN karnay ka irada kia ja raha hai. Is liye apnay PM's ko save kar lo, and contacts wagera. baad wich na akheeN kay tainnu moka nai milya.
*

Re: Shape Shifting

there goes the credibility of the news already....

Re: Shape Shifting

Janaab pakistan main baRay logoN kay liyay eik product miltee thee jis kaa brand name Sultan thaa:D

Aap kaa us say to koee taa'luq nahiN

Re: Shape Shifting

lagta hai aap buchpann saY woh product use kartaY rahai haiN....

Re: Shape Shifting

Eid waghera main baRay muzboot qsim kay ghubaaray buntay thay us say

Re: Shape Shifting

phir tau aap kee EID ho jaati ho gee?

Re: Shape Shifting

…No good at that either…:attia:

:barbie:


Re: Shape Shifting

like sultana daku :ahaa: