Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

waqi na hai koi sa mamooli insaan
woh tou khaas janwar hai meri jaan :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

emm
let him post. :)

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

I WILL Sajal Aunty :blush:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

ahahaha emm! my 3 year old nephew saw ur avatar n said "MONSTERRRRRR"

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Chupppiiiiiiiiiiiiii kidher ho :hug: hahaha aakhir ko EMM hain :devil:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

bz hoon yaar :bummer:

cleaning n stuff! n my sis is here now..with her kids..more work :bummer:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

family reunion :D

good have fun and if need anything ask my assistant, boulay tou jamadar, WAQI to help u out :)

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

waqi na kanwar hai na jin yeh bata doon
bolo to tum ko subh kai saamnai ruladoon?

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

tum kiya rulaou gay, jabb aansou aansou hi na rahay
dukh kay saamnay ham ham aur tum tum na rahay

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

tumhaara jamadar kisi kaam ka nahin hai

batameez kaam chor!! :bailan:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

sun liya tum nay WAQI :hoonh:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Aisa rulaon ga mein aapko, ro ro kar aanso piyo gi,
Na yaad rahai ga Q aapko, dukh barh ker maut marogi :smiley:

gettin kinda violent :slight_smile:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

she was talking to ‘Q’ :smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

maar dou aabb kiya jeena apnay Q kay binah
jubb woh hi nahee, tou ham bhi na hi jeena :stuck_out_tongue:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

chal oye..teri baat kar rahi thi

:rolleyes: :rolleyes: :rolleyes: :rolleyes:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

SHukar hai kai aap nai yeh ralize kerdiya natasha
aap ki maut ka waqt agaya hai…abh chor do mera peecha

:smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

:hug: …ankhein zyada na ghumao…chakar ajay gai :hug:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

mout bhi mar rahein hain apnay Q kay naam pay Waqi
yaar kabhi chungi gal kar liya karou, teri shakal hi hai waddi yucky

:smiley:

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

tumharay hein....kaho ek din
keh jo kuch bhi hamaray pass hey ...
sab kuch tumhara hey...
kaho ek din

Re: Shanay pay mere zulf ko phailao kisi din

Chalo meri shakal dekh ker banda sirf dhar jata hai,
Tumhari to shakal dekh ker banda andha hojata hai…:smiley: