Re: shame on hamza shahbaz sharif
^^ app ko aur mujhay aur hum jaison ko kia pata swaad hadwanon kay saath helikoptar ki sair ka.
hum app bass batain he bana sakty hain
Re: shame on hamza shahbaz sharif
^^ app ko aur mujhay aur hum jaison ko kia pata swaad hadwanon kay saath helikoptar ki sair ka.
hum app bass batain he bana sakty hain
Re: shame on hamza shahbaz sharif
^ koi Make a Wish type ki organization honi chahye, jo tamam mustaheqeen ki ye khwahis is ba-barkat maheenay main poori karay, A Hadwana in The Air, should be its motto.
Re: shame on hamza shahbaz sharif
but there are not even 10 cars in this video let aside 20. and the cars shown are of two different groups, with editing in between. 2 police vans, 1 ambulance aur 2 cars, itna to kahir jaiz hay, security kay naam par hi sahi.
but my question is whyyyyy helicopter was needed, why whyyy, even if its gifted by china, what was the need other than airlifting tarbooz, ab tarbooz ki definition sabki apni apni
helicopter ka jawab tu jasos and desserbird se pochay who yahn pe noon league k numainday han
Re: shame on hamza shahbaz sharif
Ab jaan log kya bacchey ki??? :LB:
Re: shame on hamza shahbaz sharif
^^Hamain Bacha chahiay...jaan app rakh loo kaka idher pharao:ASA:
Re: shame on hamza shahbaz sharif
Yaar pura lahore uska hai woh jo mrzi kre ![]()
Re: shame on hamza shahbaz sharif
^^Hamain Bacha chahiay...jaan app rakh loo kaka idher pharao:ASA:
Tsunamians par KP ka mizaaj ghaalib aata ja rha hay, not a good sign
Re: shame on hamza shahbaz sharif
^ paindu ![]()
Re: shame on hamza shahbaz sharif
@28 kaka color blind bhee hai:smack:
Re: shame on hamza shahbaz sharif
naswar raka marra:sunnyboy:
Re: shame on hamza shahbaz sharif
wesay mohazzib halqon main naswar ko majoon-e-falak-sair bhi kehtay hain,
aur falak-sair wesay bhi is thread kay domain main hee hay, naswar say ho ya helicopter say, kya parta hay : D
Re: shame on hamza shahbaz sharif
mohazab halqon main bhee majoon e falak ka kasrat saay istamal hota hai?
Re: shame on hamza shahbaz sharif
mohazab halqon main bhee majoon e falak ka kasrat saay istamal hota hai?
bilkul ji, muqawwee-ul-qalb hay, not 123
Re: shame on hamza shahbaz sharif
To be fair, security being what it is in Pakistan these days, is a large entourage that surprising?!?!
Re: shame on hamza shahbaz sharif
Bibi G aap nay phir mujhay yaad kia ![]()
Jee numainda to naheen par Andhoon kay shahar main aainay banta hoon ![]()
waisay Hamza nay yah jawab dia hay ![]()
anyway, yah to HS nay aap ko jawab dia leekan main iss key pur zoor muzamat karta hoon
its a really shameful act ![]()
waisay aapus key baat hay mairay iss say buhat ziyada ikhtalfat hain aur especially jub iss shakhs key wajah say eggs and chicken key qeemat barhti hay
leekan iss kay opar koi thread open naheen karta kia sub buhat ameer hain mairay siwa ![]()
Restored attachments:
Re: shame on hamza shahbaz sharif
jee Bibi jee mujh say kuch kaha ![]()
Re: shame on hamza shahbaz sharif
Hamza ko kehna ye peRa deke yeRa kisi aur ko banae… Sheikhoo poorki market itni badi nahin hogai ke 20-20 gaRiyon main 40 wuzara beth ke daura karen :smilestar:
Re: shame on hamza shahbaz sharif
Hiran Meenar par gia tha kah naheen woh
asal main jana wahan par tha doray ka tou mahaz bahana tha ![]()
Re: shame on hamza shahbaz sharif
Hiran Minar pe konsa uska peer o murshid tha jis ke mazar per chadar chaRhani thi… waise bhi Shareef’s are deobandis.. so ye bahana bhi not working