Shair for the pic-6

Re: Shair for the pic-6

Kisne meri kabar par aake diya jala diya
Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya

Chain se so raha tha main odhe kafan magar
Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya