Shair for the pic-6

Re: Shair for the pic-6

shair poora kar lete hain:

gehre gehre badalon se bhar gaya hai aasman
Diya ho ya sooraj uk walun k liye aik he baat hy :rotfl:

din bhar hoti hai chham chham, raat ko hoti hai tip tip
Din ho ya raat uk walun k liye aik he baat hy :rotfl: