shab-e-gham

Re: shab-e-gham

*MaiN yun hi guzaar deta shab-e-gham sambhal sambhal kar
tumheN kya mila bataa do meri zindagi badal kay
*baDe be-wafa haiN aaNsu sar-e-bazm aaj chalkay
meri aarzu ko loota meri chashm-e-nam meiN pal kay