*
MaiN yun hi guzaar deta shab-e-gham sambhal sambhal kar
tumheN kya mila bataa do meri zindagi badal kay
**baDe be-wafa haiN aaNsu sar-e-bazm aaj chalkay
meri aarzu ko loota meri chashm-e-nam meiN pal kay**
*Bahout khoob....:)*
**
*Yaad aya kay*
*ye aansoun meray dil ki zubaan hain*
*