seriously

Re: seriously

mairee ammi abhi tak mujhay MUNNA kehti hain :clown:
jab kay mairay apnay doo munnay ho chukay hain :rotfl:

aur phone pay jab bhi baat hoti hay yeh zaroor kehti hain
Aiey haiey kambakhat kabhi tail laga liyaa kar sarr main-saray baal sufaid ho rahay hain
and the background of this DaanT is that I was always allergic to TAAIL in the hair :o aur mairee aur ammi ki yeh cold war mairay bachpan say ab tak chal rahi hay :stuck_out_tongue:

To all the ammis of the world :kiss: :flower1: